History Of Narendra Modi Pdf In Hindi
नरेंद्र मोदी की जीवनी पर नए पुस्तक Shri Mohanji Bhagwat, Sar Sanghachalak, RSS on Shri Narendra Modi Interview at the time releasing the book 'Making of the Legend' on 12 July 2017 __________________ __________________ People need to read about PM Modi's personality, actions, leadership: Mohan Bhagwat Zee News 12 July 2017 माननीय अमित शाजी - मोदीजी की जीवनी पर पुस्तक के बारे में. __________________ __________________ Book Commonman Narendra Modi (Hindi) Kishore Makvana Prabhat Prakashan, 2014 - 339 pages. Picture source: pib.nic.in भारत का प्रधान मंत्री 15 (१५) अगस्त 2014 के दिन देश को सम्बोधित कर रहें है। 14 November 2014 जब मोदी अमेरिका गए थे, उन्होंने खाद्य सुरक्षा पर भारत की चिंताओं की जानकारी अमेरिका के राष्ट्रपति बराक ओबामा को दी थी अमेरिका भारत की चिंताओं को माना। ताजा बदलाव से खाद्य सुरक्षा के मामले में ऐतिहासिक समझौते की जमीन मजबूत हो गई है। 16 November 2014 प्रधानमंत्री नरेंद्र मोदी के कामकाज के तरीके की प्रशंसा करते हुए केंद्रीय मंत्री एम.
Narendra hamare present ke Prime minister hai.2014 ke election me B.J.P ko unhone bahutmat se jitvaya tha.Sabhi jante hai ki modi ji great kyu hai kyu ki aaj tak unhone janta ko jo bhi kuch vaade kiye hai voh sab pure kiye Or apna pura jivan desk ki seva me samarpit kar diya hai.Narendra Modi ji ka jivan bahut hi common tha lekin apni mehnat or seva se logo me kaafi popular ho gaye.Modi ji ka chaay bechne se lekar prime minister bane tak ka safar kaafi interesting hai jiske bare me aaj ham baat karne wale hai. Aaj ki date me sabhi jante hai ki Kale dhan (black money) ke khilaf modi ji ne kya actions liye hai.Ji ha Zyada tar black money 500 or 1000 ke note me hi thi.Isliye modi ji ne 500 or 1000 ke note band karva diye Or samne 500 or 2000 ke naye notes chalu kar diye.Is ation ka result yeh aa raha hai ki kaafi logo ka kala dhan pakad me aa raha hai.Or bank me paise na aane ki vajah se bharat ki aam janta ko paiso ki taklif bhi pad rahi hai.Lekin modi ji ka kehna hai ki kuch hi samay me sab kuch thik normal ho jayega.
• Cricketer Virat Kohli Biography In Hindi • Scientist Stepehn Hawking Biography In Hindi Narendra Modi Ka Bachpan. Modi ji gujrat ke gaav-gaav tak bijli pahochai.Asia ke sab se bade solar park ka nirmaan kiya.Gujrat ke sabhi gaavo ko internet se joda or Gujrat tourism ko bhi badhava diya gaya.Modi ki karyakaal me vikaas ke saath berojgaari bhi kam huyi.Gujrat me mahila o ki surakha badhi or women power ko bhi badhava diya gaya.Inhi karano ki vajah se gujrat ki janta ne modi ko 4 baar lagataar apna mukhyamantri (C.M.) niyukt kiya. 2002 me jab gujrat me narendra modi ka karykaal chal raha tha tab Godhara Kand hua tha.Is kand me hindu se bhari train me muslimo ne humla kiya tha.Jisme kahi nirdosh hinduo ki mout hui thi.Or iske baad Kahi jagah par hindu ne bhi hamla bol diya.Dhire dhire yeh zhagda pure gujrat me fail gaya. Heimdall One Click Unbrick For Android. Aisi hard situation me bhi modi ne gujrat ko sambhala or fir se logo me ekta paida ki.
Narendra Modi Prime Minister Kaise Bane. • Social Media Or Google me sab se zyada popular aadmi hai Narendra Modi.
• Time Magazine me person of the year reh chuke hai. • Modi bachpan pita ke saath or javani me bhai ke saath chaay bechte the. • Modi ji swami vivekananda se behad prabhavit the. • Sirf 13 saal ke age me unki shaadi jashodaben se ho gayi thi. • Modi ji rozana yoga karte hai fir chahe voh kahi bhi ho.
Narendra Modi, in full Narendra Damodardas Modi. Of Gujarat state in western India. Modi was raised in a small town in northern Gujarat. History government.
• Daily 18 hours kaam karte hai or bahut kam sote hai. • Modi ji ne apne 2 saal ke karyakaal me abhi tak koi chutti nai li hai.
• Modi ji ko 2 awards bhi mile hai.(1) Desh ke best chief minister (2006) Or (2) FDI Personality of the year (2009). Narendra Modi Inspirational Quotes In Hindi. Mai pradhanmantri ke roop me nahi Pradhansevak ke roop me aapke bich upasthit hoon Mujhe desh ke liye marne ka koi avsar nahi mila hai Lekin mujhe desh ke liye jeene ka mouka mila hai Mana ki andhera ghana hai,Lekin diya jalana kaha mana hai! Kadi mehnat kabhi thakaan nahi laati Voh toh santosh lati hai Kam ko hi mahetva kanksha ban jane dijiye! Mere jivan me mission sab kuch hai,Ambition kuch bhi nahi.Yadi mai nagar nigam ka adyaksh hota toh bhi utni hi mehnat se kaam karta jitna C.M.hote hue karta hoon.
Agar 125 crore bharatiya Ekta,Shanti Or Sadbhaav ke mantra ke saath kandhe se kandha mila kar 1 kadam badhaye toh desh 1 baar me 125 crore kadam aage badh jayega Darte voh hai jo apni chabi ke liye marte hai,Mai toh hindustan ki chabi ke liye marta hu.Isliye kisi se nahi darta. Famous slogan: Ache Din Aayege! And Abki Baar Modi Sarkar! • Sandeep Maheshwari Life Changing Quotes In Hindi • A.P.J Abdul Kalam Motivational Quotes In Hindi.